How To Hide Whatsap online status , DP ,and status Simple Tips


How To Hide Whatsap online status , DP ,and status Simple Tips 





Hello Friend ...How are you ....welcome to SimpleTips .com  Me Narendra Mishal ..aaj aapke liye whatsapp ki ak trick laya hu ....sayad  hi wo tips aap sabhi jante honge ..\
Whatsapp to aap sabhi use karte hi hone to friends aaj me aapko whatsapp ki personal settings k bare me bata ne ja raha hu ....to chaliye jante he kya settings he step by step 🐸🐸🐸

Step 1 sabse pehle aapko whatsapp ki settings me jana hoga ....aap niche photo me dekh sakte ho ..


Step 2 . aab  aapke phone pr Whatsapp ki Setting ka options pe click karne k bad aapko Account  click karna hoga ,,,next aapko acount k options me se  Privacy pr click karna hoga.. jo aapko nich photo me dekh raha hoga ..

Step 3  aab aapko k pass  privacy k sabhi options aa jayenge .... last seen  ,profile photo , about ,status abhi  sabhi settings me Everyone he matalab sabhi aapki  . last seen  ,profile photo , about ,or status dekh sakte he ..to chalo me aapko next step me batata hu ki kese sabhi setting change kare ..

Step 4 sabse pehle mene jo niche photo di he usko dekhe  usme aapko bataya he ki last seen Everyone he waha pe aapko Nobody  pr click karke aaap apni last seen ko hide kar sakte he ...kisko bata bhi nahi chalega ki app online ho k ho nhi nahi ...eshi tarh sabhi setting Change karke aap aapne whatsapp ka status ,last seen, or DP bhi hide kar sakte he ...


To friends aapko ye post aschi tarah samaj me aa gaya hoga ...or aapko samaj nahi aaya to niche me aapke liye hindi me ak video dal dunga ..jise dekh kar bhi aap sab sikh sakte ho ..



so friends mera aaj ka post aapko kesa laga ... or koi problem aati he to muze comment box me jaroor comment kare ..or friends is post ko social media pr share karna na bhule ,,,is se kya hoga aapka bhi thoda naam hoga or mera bhi ....so thanks friends 🐸🐸🐸





1 Comments

Previous Post Next Post