Android Mobile ke Battery Life Kaise Badhaye (Top 8 killer Tips) Hindi me –SimpleTips
Hello ,Friends avi mai aapko Android mobile ke battery backup badhane ke bare me Tips and Trick dene ja rhe hai. Jaise ki mai aapko bta de ke world me sabse jaida use karne wale Android device hai,or sabse jaida popular bhi,Ye latest Android mobile me bahut sare feature bhi diya gya hai.Ex- High quantity camera,fast internet, video calling,Android multitasking, multiprocessor, HD video, etc… or mai aapko bta de ki ek sath music/internet/other chiz use karte hai to aapko mobile ke Battery bahut jaldi jaldi low hone lagte hai.
Android mobile ka battery low ya discharge hone ka bahut resion hote hai jo ki mai niche batne ja rhe hai.agr aap apne Android mobile ke battery backup ko badhana chahte hai to mera diye gye step ko follow kre or aapna mobile ka battery backup increase kre.
Check kre kon ka App sabse jaida battery lete hai –
Android mobile me bahut sare App install Rhte hai.wo bhi alg alg siz (MB) ke hote hai. Esiliye sbse phle hmko ye check karna hai,sbse jaida kon app battery leta hai. Ye check karne ke liye setting >> device selection ke power wale battery option pe click kre.
2. Wife conection ko off kre:-
Android mobile me wifi and Bluetooth ek important section hote hai jisse ki hm internet and video etc..share karte hai, Ye wifi and Bluetooth jab hm on karte hai to esse ek ray nikalti hai jo ki hmare battery pe radiates karti hai,or wo battery backup ko bahut jaida kharch karne lagte hai.esiliye jab bhi wifi and Bluetooth ka kam ho jaye to sabse phle esse off kar de.
3 Turn off GPS:-
Jaise ki mai aapko bta fe ki Android mobile me GPS receiver default setting me ON rahte hai.jisse ki hmare Android mobile satellite search karne lagta hai,or wo phir hmako satellite ka fully information dete dete rhte hai.waise Ye GPS ka koi use nhi hota hai.esse aap off kar le wahi better hai. Setting>> Location>>Enable Disable GPS
4. Screen Brightness:-
Android mobile me screen brightness sabhi phone me function ke jaise diya rhta hai.or ye brightness agar aap high rakhte hai to aapke Android mobile ka battery bahut jaida down hoga.esiliye aap hmesa esse normal auto mode Ya sabse low karke hi, rakhe to better hoga or aapke phone ka battery bhi bahut jaida backup denge.
5. Hotspot off:-
Jaise ki mai bta de ki Hotspot Android mobile ka ek important feature hai.jisse ki aap ek mobile se dusra mobile me internet use kar skte hai.ye hotspot use karne ke bad esse off kar de kyu ki ye battery bahut lete hai.
6. Internet Data off:-
Android mobile me hm sab internet use karte hai. Or use karne ke bad off nhi karte hai jisse ki hmare mobile ke battery or internet data jaldi se jaldi khatm hone lgte hai. Agr aap apne Android mobile ka better backup adhik karna chahte hai to esse use karne ke bad off kar de.
7. Multitasking App off:-
Android mobile me ek sath hm bahut sare file open kar ke usse use karte hai jisse hm multitasking ke name se jante hai.ess app ko delete ya off karna chahte hai to aap 1 second ke liye Home button ko press kre.ab aapko multitasking app me use ho rha app dikhai dega use aplap jarur se jarur remove kar de esse aaoko bahut sare advantage ho skte hai Ex- battery life adhik,mobile fasting,no Hacking, etc…esiliye aap jsse din me 5 bar remove kre or apne Android mobile ka battery life badhaye.
8. Bina use ke device (App) ko ko uninstall kre:-
Android mobile me bahut sare aaisa app rahte hai jisse ki aapko koi kam nhi hoga.sirf wo sirf aapke mobile ke battery backup ko kam krne ka kam karta hai or RAM ko bhi slow kar deta hai.ess service ko off karne ke liye kuch step follow karna hoga setting>>Application>>Running service.esiliye aap use just uninstall kar de to better hoga.or aapke mobile ka battery life bhi badh jayega.
Last Word:-
Note:-
Jab bhi aap Android mobile ko charge me lagte hai to 20 minute 25 minute ke liye nhi lgaye.
Or charge karte time music, internet use nhi kre.
Concussion:- Hai friends jaise ki hmme pta hai ye post aapko aacha se samjh me aagya hoga.or aap mere sabhi step ko follow kre aapka Android mobile ka Battery backup jarur se jarur increase honge.
Share jarur kre social media pe or aapne friends ke sath…..
Tags:
Android Tips